Skip to main content

Sara Ali Khan | LOVE AAJ KAL -2

Sara Ali Khan ki aane wali Kuch films ke bare me batata hu ap logo ko :-

Phele film hai Coolie no.1 ka remake. Is film me Sara (Varundvn) ke saat kaam krti nazar aayegi aur is film ko khud Varundvn ke father David dhawan Direct krege.

Dusari film hai #LoveAajKal - 2 

Is film me Sara (Karthik Aaryan) ke saat kaam krti nazar aayegi. Sara is film ko leke bht excited hai kyuki is film me unke saat unke father ( Saif ) bhi hai aur usse bhi important cheez ye hai ki karthik aryan main lead actor hai. Sara ne haal hi me #koffeewithkaran ke episode me ye baat boli thi ki wo karthik aryan ko Date krna chahati hai. 

Ye dono hi filme agle saal release hogi. 2018 me aae #kedarnath aur #Simmba dono hi films box office pe superhit sambit hue thi. 



©RishabhSunmoria

Comments

Popular posts from this blog

Sui Dhaga | Varun Dhawan & Anushka Sharma

Sui Dhaga film ka trailer 14 August 2018 ko world wide release hoga. Film ke promotion ke liye Dono kalakar joro shoro se taiyari kr rhe hai.Film 28 September 2018 ko bade parde pe Release hogi. Apko batana chahuga ye film Yash Raj film dwara produce ki gayi hai aur film me Varun Dhawan aur Anushka Sharma mukhe bhoomika me hai. Bataya jaa rha hai is film ko promote krne ke liye dono kalakar 10 se jyda shero me jake iska promotion krege. Ab dekna ye hoga ki ye film box-office pe kya kamaal dikhati hai. By - Rishabh Sunmoria

Embracing Unshakable Confidence: Your Path to Self-Assurance

Confidence – it's that radiant glow that empowers us to stride through life's twists and turns with unwavering self-assurance. But building such unshakable confidence isn't some elusive secret; it's a journey of self-discovery and personal growth. In this post, we'll unravel the human side of developing rock-solid confidence that springs from within. 1. Get to Know Yourself, Inside Out: Start by forging a genuine connection with yourself. Reflect on your quirks, strengths, and even the not-so-perfect parts. Recognize that embracing your true self is the cornerstone of authentic confidence – it's about celebrating your uniqueness. 2. Climb Those "Just Right" Mountains: Set achievable goals that stretch your capabilities but aren't towering challenges. Each small triumph fuels your confidence, reaffirming your ability to conquer the larger peaks. It's like collecting pebbles of accomplishment to build an unshakable foundation. 3. Keep the Flame ...

TYPE OF MIND PART - 2

Aaj ka blog TYPE OF MIND PART wale blog ka part 2 hai. Isko thoda dhyaan se read kriyega. Aaj ka topic apki life me bht kaam aane wala hai. Aaj me aapse un do minds ki baat krne wale hu jo admi ki zindagi ko ek dum transform kar sakte hai.  Toh phela mind hai POSSIBILITY MIND : Ye wo mind hai jo admi ko badi se badi problems me se bhi bahar nikal deta hai. Possibility mind rakne wala admi kabhi bhi problem pe focus nhi krta wo hamesha focus krta hai solutions pe ,wo focus krta hai possibilities pe ki kis trah se me is problem se me bahar nikalu. Wo bus raste dhundta rheta hai problem ko solve krne ke liye.Aur mind se chalne wala admi apni Zindagi me kabhi aasafal nahi hota hai. Kyuki iske liye problem ek opportunity hoti hai. Ishi mind set ke saat ye bade bade kaam krdeta hai apni life me. Ye mind rakne wala kabhi bhi apni life me stuck nhi hota hai. 2 - PERSISTENCE MIND Yesa mind rakne wale log bhi apne jeevan me kabhi haar te nhi hai setback aate hai , problems aati hai per ye lo...