Skip to main content

HBD | Himesh Reshammiya

Aaj hamare jane mane Bollywood singer HIMESH RESHAMMIYA ka birthday hai.

Me unko unke Janam din ki best wishes deta hu. Aage bhi wo yese hi aacha aacha music bana ke Bollywood aur apni audience ko Entertain krte rhe.

Wo samay kon Bhool sakta hai 2003 se 2008 ka jb Bollywood ke har ek film_maker producers ki jubaan pe sirf ek hi singer ka naam hua krta tha.

Undino Himesh Ne Bollywood industry pe pura raaj kiya. Ye singer ke saat saat Composer , Writer, Music director aur film distributor bhi hai.

Aur saat saat acting me b inhone apna haat aajmaya tha per inki filme kuch kamaal nhi kar payi box office pe.

Per acting se hat ke b inke pass bht yese talent hai jo inko baki singero se alag krte hai.

Me dua kruga ki ye apni Zindagi me aur aage jaye. Aur yese hi Bollywood me naye naye gaane bana ke logo ko entertain krte rhe

By - Rishabh sunmoria

Comments

Popular posts from this blog

Sui Dhaga | Varun Dhawan & Anushka Sharma

Sui Dhaga film ka trailer 14 August 2018 ko world wide release hoga. Film ke promotion ke liye Dono kalakar joro shoro se taiyari kr rhe hai.Film 28 September 2018 ko bade parde pe Release hogi. Apko batana chahuga ye film Yash Raj film dwara produce ki gayi hai aur film me Varun Dhawan aur Anushka Sharma mukhe bhoomika me hai. Bataya jaa rha hai is film ko promote krne ke liye dono kalakar 10 se jyda shero me jake iska promotion krege. Ab dekna ye hoga ki ye film box-office pe kya kamaal dikhati hai. By - Rishabh Sunmoria

Embracing Unshakable Confidence: Your Path to Self-Assurance

Confidence – it's that radiant glow that empowers us to stride through life's twists and turns with unwavering self-assurance. But building such unshakable confidence isn't some elusive secret; it's a journey of self-discovery and personal growth. In this post, we'll unravel the human side of developing rock-solid confidence that springs from within. 1. Get to Know Yourself, Inside Out: Start by forging a genuine connection with yourself. Reflect on your quirks, strengths, and even the not-so-perfect parts. Recognize that embracing your true self is the cornerstone of authentic confidence – it's about celebrating your uniqueness. 2. Climb Those "Just Right" Mountains: Set achievable goals that stretch your capabilities but aren't towering challenges. Each small triumph fuels your confidence, reaffirming your ability to conquer the larger peaks. It's like collecting pebbles of accomplishment to build an unshakable foundation. 3. Keep the Flame ...

TYPE OF MIND PART - 2

Aaj ka blog TYPE OF MIND PART wale blog ka part 2 hai. Isko thoda dhyaan se read kriyega. Aaj ka topic apki life me bht kaam aane wala hai. Aaj me aapse un do minds ki baat krne wale hu jo admi ki zindagi ko ek dum transform kar sakte hai.  Toh phela mind hai POSSIBILITY MIND : Ye wo mind hai jo admi ko badi se badi problems me se bhi bahar nikal deta hai. Possibility mind rakne wala admi kabhi bhi problem pe focus nhi krta wo hamesha focus krta hai solutions pe ,wo focus krta hai possibilities pe ki kis trah se me is problem se me bahar nikalu. Wo bus raste dhundta rheta hai problem ko solve krne ke liye.Aur mind se chalne wala admi apni Zindagi me kabhi aasafal nahi hota hai. Kyuki iske liye problem ek opportunity hoti hai. Ishi mind set ke saat ye bade bade kaam krdeta hai apni life me. Ye mind rakne wala kabhi bhi apni life me stuck nhi hota hai. 2 - PERSISTENCE MIND Yesa mind rakne wale log bhi apne jeevan me kabhi haar te nhi hai setback aate hai , problems aati hai per ye lo...