Skip to main content

Passion se Profession Tak | Mann ki baat | Blog - 2

Aap apne Passion ko Profitable profession me kaise badal sakte ho.... Aaj me is blog me yehi baat krne wala hu.
Isse phele wale blog me mene kuch important baatein batae thi, Me chahata hu ki aap phele Blog - 1 padhe uske baad aap is blog me Aaye. Jab tk aap us blog ko padh ke samjhege nhi... Tab tak ye blog apke koi kaam ka nhi.

Is blog me mai apko batauga ki aap apne passion ka use krke usko ek profitable profession me kaise badal sakte hai.... Per Aap ye tbhi kr payege..... jb aap me kuch naya krna ka jajwa aur junoon hoga.
Kyuki sochne aur krne me bht farak hota hai.
Jo sochta rheta hai wo wahi ka wahi rhe jta hai.... Aur jo sochi hue baat ko pura krta hai wo sabka Raja ban jta hai.

Passion ➡➡➡➡➡➡➡➡ Profitable Profession

1- Is kaam ko krne ke liye sabse phele apko apne ander ke passion ko samjhna padega.. tbhi aap is process me aage badh payege.

2- Jb apko apna passion mil jaye... Phir apne passion ko saat me leke socho ki me apne passion se kaise (samaj ki Society ki market ki) simple language me kahu toh kaise me logo ki  problem solve kr sakta hu.

3- Jb ye bhi mil jaye ki mere passion se logo ki problem kaise solve hogi tb usme business formula laga do jisse apke liye ek profitable platform create ho jaye. Aur usse aap paise bhi kama pao. Aur jb aap apne mann pasand kaam se paise bhi kama paoge toh soch ke dekho ki  kaam krne me kitna maja aayega...aur aap jo b kaam kroge puri Emaandari se kroge aur sabse aacha krke dikhaoge.

For Example:- Apka passion photography hai...apko pata hai ki me ye kaam aache se kr sakta hu aur koi kaam mere se hota hi nhi hai.

Toh aab aap find kroge ki isse me logo ki problem kaise solve kru... Jisse mujhe bhi kaam krne me maja aaye, Zindagi jeene ke liye paise bhi aaye Aur logo ki problem bhi solve ho jaye.

Phir apne dekha ki aaj bhi logo ko aache photographer nhi mil rhe hai... Bus ushi samay aap apne passion me business formula add kro aur ek Photography studio khol lo jisme log apse photography krwane aye, Apko wedding / parties ke order bhi deke jaye.

➡Yese hi apka business grow krna suru krdega.

Aab Ap hi dekhiye studio kholne se apka Passion Profession me kaise badal gya.
Aab Aapne apne liye ek profitable business platform taiyar kr liya hai. Yese hi har kisi ko krna hai jb jake wo is process me successful ho jayege.

Jaisa ki mene apne last blog me bataya tha ki aajkl ke logo me sabse jyda kami hai Clarity ki... Ushi ki wajah se wo apne liye ek suitable aur profitable platform nhi create kr pate. Aur yehi hi apni puri life afsoos me nikal deta hai.

➡Apki har Hobby apka profession ban sakta hai.
➡Apki har strength apka profession ban sakta hai.

Per ye socha samjhna apko hai ki .......!
Aap krna kya chahate ho...?
Isliye sabse phele apne passion ko find kro.

Baki me milta apse next blog me Passion se profession tak ke kuch mahan Hastiyo ke example leke jo apko aur motivate krdege. Aur apki soch me thoda change layege.

Note :- Is blog ke content se related apko kahi pe bhi problem ho toh mujhse comment section me puche... Me sabke reply duga 🙏

By - Rishabh Sunmoria

©Rishabhsunmoria

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

Embracing Unshakable Confidence: Your Path to Self-Assurance

Confidence – it's that radiant glow that empowers us to stride through life's twists and turns with unwavering self-assurance. But building such unshakable confidence isn't some elusive secret; it's a journey of self-discovery and personal growth. In this post, we'll unravel the human side of developing rock-solid confidence that springs from within. 1. Get to Know Yourself, Inside Out: Start by forging a genuine connection with yourself. Reflect on your quirks, strengths, and even the not-so-perfect parts. Recognize that embracing your true self is the cornerstone of authentic confidence – it's about celebrating your uniqueness. 2. Climb Those "Just Right" Mountains: Set achievable goals that stretch your capabilities but aren't towering challenges. Each small triumph fuels your confidence, reaffirming your ability to conquer the larger peaks. It's like collecting pebbles of accomplishment to build an unshakable foundation. 3. Keep the Flame

Sui Dhaga | Varun Dhawan & Anushka Sharma

Sui Dhaga film ka trailer 14 August 2018 ko world wide release hoga. Film ke promotion ke liye Dono kalakar joro shoro se taiyari kr rhe hai.Film 28 September 2018 ko bade parde pe Release hogi. Apko batana chahuga ye film Yash Raj film dwara produce ki gayi hai aur film me Varun Dhawan aur Anushka Sharma mukhe bhoomika me hai. Bataya jaa rha hai is film ko promote krne ke liye dono kalakar 10 se jyda shero me jake iska promotion krege. Ab dekna ye hoga ki ye film box-office pe kya kamaal dikhati hai. By - Rishabh Sunmoria

TYPE OF MIND PART - 2

Aaj ka blog TYPE OF MIND PART wale blog ka part 2 hai. Isko thoda dhyaan se read kriyega. Aaj ka topic apki life me bht kaam aane wala hai. Aaj me aapse un do minds ki baat krne wale hu jo admi ki zindagi ko ek dum transform kar sakte hai.  Toh phela mind hai POSSIBILITY MIND : Ye wo mind hai jo admi ko badi se badi problems me se bhi bahar nikal deta hai. Possibility mind rakne wala admi kabhi bhi problem pe focus nhi krta wo hamesha focus krta hai solutions pe ,wo focus krta hai possibilities pe ki kis trah se me is problem se me bahar nikalu. Wo bus raste dhundta rheta hai problem ko solve krne ke liye.Aur mind se chalne wala admi apni Zindagi me kabhi aasafal nahi hota hai. Kyuki iske liye problem ek opportunity hoti hai. Ishi mind set ke saat ye bade bade kaam krdeta hai apni life me. Ye mind rakne wala kabhi bhi apni life me stuck nhi hota hai. 2 - PERSISTENCE MIND Yesa mind rakne wale log bhi apne jeevan me kabhi haar te nhi hai setback aate hai , problems aati hai per ye log ka