Skip to main content

Posts

MANIKAKARNIKA REVIEWS

Kaafi samay se controversy me chal rahi film MANIKAKARNIKA akhir kaar 25 jan 2019 ko bade parde per relase ho hi gayi hai. Film ne phele din qareeb 8cr Ki kamae kri aur dusare din ki kamae 18 se 20cr ke lagbhag hai. Isse ye pata chalta hai ki Audience ko bht pasand aa rahi hai ye Film. 26 January National holiday ka bht faida mila hai is film ko box-office pe, phele din audiences ne film ko itna seriously nhi liya per jabarjast reviews sunke aur padh ke log is film ko dekne se khud ko na rok paye. Ab film ki baat krlete hai : Film ki khaani Jhansi ki rani aur unke desh prem ko darshati hai, ki kis trah unhone angrezo se loha liya aur puri kosis kri hamare desh ko unse azaad krwane ki. Aur desh ko azaad krne ke liye kis trah unhone haste haste apna Balidaan dediya. Aap logo ko batana chahuga ki film ka direction khud kangana ne kiya hai. Iske peeche bhi ek lambhi khaani hai , film ki aadi shooting ke bad hi purane director ne ye film se apne haat peeche kr liye the uske baad kang...

STREET DANCER | ABCD-3 | VARUN DHAWAN | SHRADDHA KAPOOR

Remo DSouza ki aane wali dance film ka naam ab STREET DANCER hoga. Makers ne kal hi ye officially announced kiya hai ki ab ye film ABCD-3 ke naam se nhi STREET DANCER ke naam se jaani jayegi. Film me SHRADDHA KAPOOR , VARUN DHAWAN , NORA FATEHI mail lead actor aur actress hai. Film ki shooting 22 January se Amritsar me suru ho gayi hai. Amritsar me film ka schedule 10 dino ka hai. Uske baad kaha jaa rha hai film ki team LONDON rawana ho jayegi. Film ka jyda tar hissa London me shoot hona hai. Film ko khud REMO Dsouza Direct kar rhe hai. Film me 3 purane gaane recreate hone wale hai.... ab dekna ye hoga ki audience is film ko kitna Pasand krti hai. FILM is saal 8 November ko bade parde pe Release hogi. ThankYou © RishabhSunmoria

Husband no.1 (Varun Dhawan)

In dino Anushka sharma aur Varun Dhawan apni aane wali film SUIDHAGA ka joro soro se desh bhar me promotion kr rhe hai. Haal hi me In dono kalaakaro ne apni film ka promotion LUCKNOW me kiya. Anushka sharma ka khena hai ki "Jiss trah Varun ne meri care kri hai in sabhi tours me......Jaha jaha hume apni film ka promotion kiya hai.. isse ye khena toh banta hai ki Varun future me ek bht acche Husband saabit hoge. Inhone mujhe bilkul koi takleef nhi hone di aur meri har cheez ka khayal rakha... Isse phele bhi mene kai films ke promotions kiye hai per jitna maja mujhe Varun ke saat film promote krne me aaya hai utna isse phele kabhi nhi aaya. Varun indian youth ke ek bht popular star hai and jitna inke fans inse pyar krte hai ye bhi unko phir utna hi pyaar krte hai. Me jaha jaha gyi hu mene waha waha dekha hai ki inke fans ne inse jo bhi demand ki inhone wo puri ki.. and inke promotion ka tareeka bhi aur staro se bht alag hai. Ye apne saat saat apne co-stars me bhi energy bar dete hai...

APNE BUSINESS ME MONOPOLY KAISE CREATE KRE

Apne jayada Tar bade bade businessman's aur Entrepreneurs ko khate suna hoga ki market ka Raja banna hai toh apne Competition ko ya toh Acquire krlo ya toh use khtam krdo.... Khatam krne ka matlb dusari co. Ke maleek ki jaan se maar dena nhi.. uske muqable apna production bada do and branding yesi kro ki customer uske muqable apka products choose kre aur dheere dheere uski sell khatam ho jaye, new scheme market me lao jo apse phele kisi ne apply na kri ho. Tbhi jake ap marketing me survive kr paoge. Aur is sabki starting hoti hai branding aur promotion se and branding / promotion dono hi apne me ek alag topic hai iske uper me detail me ek blog jaldi hi leek duga. Baki jitna mujhe pta hai jyda tar logo ko aaj ki date me jante hai ki branding kya hoti hai aur promotion ka kya hota hai..? Aab baat krte hai ki monopoly create kaise kre.. MONOPOLY ka matlb hata hai ki is area/field ka me raja hu mere aage kisi ki nhi chalegi. Simple language me samjhu toh iska matlb yehi hota hai k...

Type of Investors

Aap ek business krte hai aur apko apne business ko scale krne ke liye funding chaiye... Aur funding milegi kha se? Uske liye toh apko investors ke pass jana hi padega...  Toh aaj ka blog ishi hi topic pe hai.... aaj me apko batauga Type of investors in market. Dekhiye Investors do trah ke hote hai jo apke business me investment krte hai. Phele aate hai Angel investor aur dusare hote hai Venture capitalist investors. Ab in dono me kya difference hai chaliye aage jante hai. Angel investor : Angel investors badi badi companies ke owner or CEO hote hai jo apke business ko dekte hue apki company me funding krte hai. Ye funding ke saat saat business ke har level pe apki help krte hai, Apke business model ki kamiya batate hai aur saat saat hi unko improve kaise kiya jaye ye bhi batate hai. Ye log apko market me bada khiladi banne me help krte hai. Venture Capitalist Investor's : Ye investors bade bade investor's se paise leke apke business ki funding krte hai.. per ye sirf fundi...

Jeff Bezos | Blog 2

Jeff Bezos ki Earnings din pe din kaise badhti chali gayi aaj is blog me apko yehi batane wala hu...  Apse request hai ki blog pura padhe aur padhne ke baad share bhi jarur kre jisse baki logo ko bhi Jeff Bezos ke bare me knowledge mil sake. 👉Jeff bezos timely gud products apni company me add krte chale gaye.  👉Timely new new company ko bhi buy krte rhe....  isse market se wo competition bhi khatam krte gye aur monopoly create krli. 👉Timely dusari companies me apna paisa bhi investment krte chale gaye. In teeno kaamo ki wajah se unki net worth din pe din Bardhti chali gayi aur aaj wo duniya ke sabse amir admi ban gye hai. Companies ki list jisme Jeff bezos me apna paisa invest kiya:- 1- Google 2- Uber 3- Business insider 4- Twitter 5- Workday  6- Grail 7- Lookout Aab un companies ki list jisme jeff ki company Amazon ne invest kiya:- 1- homegrocer. com 2- bankbazar. com 3- easybar 4- Wine. com Companies purchased by Amazon:- 1- Wholefoodmarket ...

Start-Up Funding

Agar aap ek student hai ya ek Service men hai aur ap apna khud ka business start krna chahate hai .. apke pass idea bhi hai per apke pass us business ko scale krne ke liye utne paise nhi hai aur funding chaiye. Toh aaj aap ek sahi blog me aaye hai .. aaj me apko batauaga ki aap apne startup ya business ke liye funding kaha se le sakte hai aur uske liye apko kya kya krnaa hoga. Toh chaliye suru krte hai... Jaisa ki apko pata hai apne india me in dino startup ka trend chal rha hai.. har koi apna start-up kr rha hai, lekin aBi bhi bht se yese unique startup idea's hai jo market me funding ki kami ke karan aa nhi pa rhe hai. Agar apke pass bhi start up idea hai aur funding issue aa rha hai toh ek website hai jo apki funding me help kr sakti hai .... ji haa  Us website ka naam hai:-  www.Indianangelnetwork.com Is website me apko india ke bade bade investor mil jayege jinhone phele bhi kai startup me funding kri hai. Aab  sawal ye ki humko kaise milegi fundings....