Skip to main content

Posts

APNE BUSINESS ME MONOPOLY KAISE CREATE KRE

Apne jayada Tar bade bade businessman's aur Entrepreneurs ko khate suna hoga ki market ka Raja banna hai toh apne Competition ko ya toh Acquire krlo ya toh use khtam krdo.... Khatam krne ka matlb dusari co. Ke maleek ki jaan se maar dena nhi.. uske muqable apna production bada do and branding yesi kro ki customer uske muqable apka products choose kre aur dheere dheere uski sell khatam ho jaye, new scheme market me lao jo apse phele kisi ne apply na kri ho. Tbhi jake ap marketing me survive kr paoge. Aur is sabki starting hoti hai branding aur promotion se and branding / promotion dono hi apne me ek alag topic hai iske uper me detail me ek blog jaldi hi leek duga. Baki jitna mujhe pta hai jyda tar logo ko aaj ki date me jante hai ki branding kya hoti hai aur promotion ka kya hota hai..? Aab baat krte hai ki monopoly create kaise kre.. MONOPOLY ka matlb hata hai ki is area/field ka me raja hu mere aage kisi ki nhi chalegi. Simple language me samjhu toh iska matlb yehi hota hai k

Type of Investors

Aap ek business krte hai aur apko apne business ko scale krne ke liye funding chaiye... Aur funding milegi kha se? Uske liye toh apko investors ke pass jana hi padega...  Toh aaj ka blog ishi hi topic pe hai.... aaj me apko batauga Type of investors in market. Dekhiye Investors do trah ke hote hai jo apke business me investment krte hai. Phele aate hai Angel investor aur dusare hote hai Venture capitalist investors. Ab in dono me kya difference hai chaliye aage jante hai. Angel investor : Angel investors badi badi companies ke owner or CEO hote hai jo apke business ko dekte hue apki company me funding krte hai. Ye funding ke saat saat business ke har level pe apki help krte hai, Apke business model ki kamiya batate hai aur saat saat hi unko improve kaise kiya jaye ye bhi batate hai. Ye log apko market me bada khiladi banne me help krte hai. Venture Capitalist Investor's : Ye investors bade bade investor's se paise leke apke business ki funding krte hai.. per ye sirf fundi

Jeff Bezos | Blog 2

Jeff Bezos ki Earnings din pe din kaise badhti chali gayi aaj is blog me apko yehi batane wala hu...  Apse request hai ki blog pura padhe aur padhne ke baad share bhi jarur kre jisse baki logo ko bhi Jeff Bezos ke bare me knowledge mil sake. 👉Jeff bezos timely gud products apni company me add krte chale gaye.  👉Timely new new company ko bhi buy krte rhe....  isse market se wo competition bhi khatam krte gye aur monopoly create krli. 👉Timely dusari companies me apna paisa bhi investment krte chale gaye. In teeno kaamo ki wajah se unki net worth din pe din Bardhti chali gayi aur aaj wo duniya ke sabse amir admi ban gye hai. Companies ki list jisme Jeff bezos me apna paisa invest kiya:- 1- Google 2- Uber 3- Business insider 4- Twitter 5- Workday  6- Grail 7- Lookout Aab un companies ki list jisme jeff ki company Amazon ne invest kiya:- 1- homegrocer. com 2- bankbazar. com 3- easybar 4- Wine. com Companies purchased by Amazon:- 1- Wholefoodmarket 2- Audible 3- IMBd

Start-Up Funding

Agar aap ek student hai ya ek Service men hai aur ap apna khud ka business start krna chahate hai .. apke pass idea bhi hai per apke pass us business ko scale krne ke liye utne paise nhi hai aur funding chaiye. Toh aaj aap ek sahi blog me aaye hai .. aaj me apko batauaga ki aap apne startup ya business ke liye funding kaha se le sakte hai aur uske liye apko kya kya krnaa hoga. Toh chaliye suru krte hai... Jaisa ki apko pata hai apne india me in dino startup ka trend chal rha hai.. har koi apna start-up kr rha hai, lekin aBi bhi bht se yese unique startup idea's hai jo market me funding ki kami ke karan aa nhi pa rhe hai. Agar apke pass bhi start up idea hai aur funding issue aa rha hai toh ek website hai jo apki funding me help kr sakti hai .... ji haa  Us website ka naam hai:-  www.Indianangelnetwork.com Is website me apko india ke bade bade investor mil jayege jinhone phele bhi kai startup me funding kri hai. Aab  sawal ye ki humko kaise milegi fundings..? Toh iska ja

PC & SSR are in Sanjay leela Bhansali next :

Aaj hi kharab mili hai ki Priyanka chopra ne Sanjay leela Bhansali ki agli film GUSTAKHIYAAN sign krli hai. Is film me Priyanka chopra ke Opposite Sushant singh Rajput hoge. Is film ki shooting agle saal ke end tak hi suru hogi kyuki in dino Priyanka aur Sushant apne current projects me busy hai. Apko batana chahuga ki haal hi me apne relationship ke chalte Priyanka chopra ne salman khan ki big budget film BHARAT chodh di thi. Unke is decision ki wajah se media aur logo ne bhi unko social media pe bht troll kiya tha.... Priyanka ke film chodh ne ke turant baad BHARAT ke makers ne KATRINA KAIF ko sign krliya tha. Sushant singh rajput bhi indino bht busy actors me se ek hai.... unke pass bhi filmo ki line lagi hue hai...aur aab ye ek aur project unke haat laga hai, Ye film Sushant ke carrer me ek baar aur boom la sakti hai jaisa ki Ms.Dhoni ke release baad hua tha. By - Rishabh Sunmoria © Rishabhsunmoria

Ranveer, Alia & kareena kapoor are in Dharam production next

Dharma Production ne haal hi me apne ek aur naye project ki announcement kri hai ... Kaha jaa rha hai ki ye film ek historical Drama hogi aur is film ki khaani kisi mughal Raja pe adharit hai. Is film me Karan johar sahab ne Ranvee singh, Alia bhatt aur kareena kapoor khan ko as a main lead sign kr liya hai. Sources se ye bhi pta chala hai ki shayd Varun dhawan bhi is film ka hissa hoge Is film ki shooting Agle saal may me suru ho jayegi. Release date abhi tk finalize nhi ki gayi hai.. By - Rishabh sunmoria © Rishabhsunmoria

Jeff Bezos | Blog - 1

Amazon founder Jeff Bezos Duniya ke phele Centi-Billionaire ban gye hai 150 B$ ki net worth ke saat. Aur ishi ke saat hi wo duniya ke bhi  sabse Amir aadmi bhi ban gye hai Bill Gates ko peeche krte hue. 125 Deso ki GDP se jyda net worth hai Jeff bezos ki. Yesa kya hua jo ek aadmi Garage se online book bechta hua aaj duniya ka sabse amir aadmi ban gya.... Kuch toh Strategy,  Mindset aur kuch toh thoughts process esa hoga jisne Jeff bezos ko Sadak se utha ke aasman pe baitha diya. Is blog ke 3 part hoge jisme me apko Jeff bezos ki Suru se lekar abhi tk ki puri journey ke bare me batauga toh me chahata hu ki  aap ye blog pura read kre...aur iske next part ke liye bhi ready rhe jo jaldi hi aayega. Suru se start krte hai.. Jeff bezos ka janam January 1964 me hua.  Jb unka janam hua us samay unki maa kewal 17 saal ki thi yu kahu toh unki maa us samay school me Padhti thi.  Deemag unka suru se hi padai me bht aacha tha. Apni kaabileat ke dum pe bht kam umar me hi unki naukri ek Marchant