Skip to main content

PODCAST...?

Aaj ke blog me hum jaan-ne wale hai ki ye Podcast kya hota hai.? iska aage kya scope hai.? Aur iska aage chal ke hamari life me kya asar padne wala hai... Toh chaliye suru krte hai.

What is PODCAST?  Jaise phele blogging chalta tha jisme hum logo ko information text ki form me  provide kiya krte the. Phir Instagram aaya jisme hum images ke jaariye logo ko information provide krwane lag gaye then YouTube aaya isse hum logo ko video ke jaariye information provide krwane lage gaye ishi trah ab ek aur new technology aagyi hai jisme hum logo ko audio ki form me information dege jisko khete hai PODCAST. Podcast abhi india me itna popular nhi hai baki US, UK , CANADA & EUROPE ki kai country me aajkl log text content aur video content ko naa use krke PODCAST ka use kar rhe hai.

ADVANTAGES OF PODCAST...?

Jaisa ab sabko pata hi hai ki aajkl apne India me logo ko padhna kam dekna jayada pasand hai isliye apne India me blogging ka trend bht kam ho gya hai aur uski jagah YouTube ne leli hai. Yesi hi bahar country ke logo ke pass time kam hota hai wo har samay video nhi dek sakte kyuki videos dekne ya kuch padne ke liye apko apna pura focus screen pe rakna hota hai aur jayada badi video ho ya jyda bada blog ho toh kabhi kbhi use pura parh pana ya dek pana bada muskil hota hai kyuki har kisi ke pass utna time nahi rheta ki wo 30min - 1 hour ki video dekhe. Aur waise bhi aajkl logo ki retention power itni kam ho gyi hai ki wo 5 min ki video dekne me hi bore ho jate hai aur me yha blog ki baat na hi kru toh aacha rahega kyuki blog ka toh admi aaj ki date me ek paragraph bhi padne ko taiyar nhi hai. Yese me bahar ke log podcast ka use krte hai. 

Podcast me sara content audio form me available hota hai jise admi jaha chahe waise sun sakta hai phir chahe wo exercise kar rha ho,, driving kar rha ho, khana bana rha ho wo koi bhi kaam krte krte apni knowledge ko upgrade kr sakta hai PODCAST sunke. Isse ye hota hai ki admi ek hi saat me kai sare multiple kaam kar sakta hai aur use kisi ek kaam pe focus krne ki jarurat bhi nhi padhti. Isse kafi time bhi bach jata hai then wohi time agar hum kisi aur kaam me lagaye toh profit apna hi hona hai. Sabse bada reason yehi hai podcast ke safal hone ka ki ye bht sara time bachta hai aur video & text content se jyda aachi knowledge bina jyd time consume kre deta hai.


Thank you 🙏

Comments

Popular posts from this blog

Sui Dhaga | Varun Dhawan & Anushka Sharma

Sui Dhaga film ka trailer 14 August 2018 ko world wide release hoga. Film ke promotion ke liye Dono kalakar joro shoro se taiyari kr rhe hai.Film 28 September 2018 ko bade parde pe Release hogi. Apko batana chahuga ye film Yash Raj film dwara produce ki gayi hai aur film me Varun Dhawan aur Anushka Sharma mukhe bhoomika me hai. Bataya jaa rha hai is film ko promote krne ke liye dono kalakar 10 se jyda shero me jake iska promotion krege. Ab dekna ye hoga ki ye film box-office pe kya kamaal dikhati hai. By - Rishabh Sunmoria

Embracing Unshakable Confidence: Your Path to Self-Assurance

Confidence – it's that radiant glow that empowers us to stride through life's twists and turns with unwavering self-assurance. But building such unshakable confidence isn't some elusive secret; it's a journey of self-discovery and personal growth. In this post, we'll unravel the human side of developing rock-solid confidence that springs from within. 1. Get to Know Yourself, Inside Out: Start by forging a genuine connection with yourself. Reflect on your quirks, strengths, and even the not-so-perfect parts. Recognize that embracing your true self is the cornerstone of authentic confidence – it's about celebrating your uniqueness. 2. Climb Those "Just Right" Mountains: Set achievable goals that stretch your capabilities but aren't towering challenges. Each small triumph fuels your confidence, reaffirming your ability to conquer the larger peaks. It's like collecting pebbles of accomplishment to build an unshakable foundation. 3. Keep the Flame ...

TYPE OF MIND PART - 2

Aaj ka blog TYPE OF MIND PART wale blog ka part 2 hai. Isko thoda dhyaan se read kriyega. Aaj ka topic apki life me bht kaam aane wala hai. Aaj me aapse un do minds ki baat krne wale hu jo admi ki zindagi ko ek dum transform kar sakte hai.  Toh phela mind hai POSSIBILITY MIND : Ye wo mind hai jo admi ko badi se badi problems me se bhi bahar nikal deta hai. Possibility mind rakne wala admi kabhi bhi problem pe focus nhi krta wo hamesha focus krta hai solutions pe ,wo focus krta hai possibilities pe ki kis trah se me is problem se me bahar nikalu. Wo bus raste dhundta rheta hai problem ko solve krne ke liye.Aur mind se chalne wala admi apni Zindagi me kabhi aasafal nahi hota hai. Kyuki iske liye problem ek opportunity hoti hai. Ishi mind set ke saat ye bade bade kaam krdeta hai apni life me. Ye mind rakne wala kabhi bhi apni life me stuck nhi hota hai. 2 - PERSISTENCE MIND Yesa mind rakne wale log bhi apne jeevan me kabhi haar te nhi hai setback aate hai , problems aati hai per ye lo...