Skip to main content

Posts

Showing posts from 2022

Difference Between Trading & Investing ?

Trading me hum stocks ko kuch seconds se lekar kuch mahino tak ke liye hold karte hai. Trading 4 trah ki hoti hai :- 1- Scalp trading  2- Intraday trading  3- Swing trading 4- Position trading  Ab mein in charo trah ki trading ko explain krne ki kosis krta hun. - Scalp reading : Is trah ki trading me hum stocks ko kuch seconds se lekar kuch minutes tak ke liye hold karte hai phir sell kar dete hai. - Intraday trading ; Is trah ki trading me hum stocks ko ek din ke ander sell kar dete hai example ke liye jaise aaj humne koi stocks buy kiya toh usey aaj hi market close hone se phele sell kar dege. - Swing trading ; Is trah ki trading me hum stocks ko kuch dino se lekar kuch hafto tak ke liye hold karte hai phir sell kar dete hai (minimum 5 week). - Position trading ; is trah ki trading me hum stocks ko kuch mahino ke liye hold karke rakte hai.  Aaj kal ek tarika aur hai jo kafi popular ho rha hai jisko bolte hai BTSL (Buy today Sell Tomorrow). Traders apni investing strategy banane